Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh. Wa baàd
Network Marketing aur Islam
Islam Jahan behtarin zindagi guzarne ka Tarika batata hai. Vahi galat Tariiqoo se zindagi guzarne se Mana bhi karta hai. Islam din-e-fitrat hai, aur fitrat se Insan kabhi taklif mein nahin pad sakta hai. Network marketing suud ki tra hai, vo Suud jis per Allah SWT Ki viidain Hai, jis par Allah SWT, Lene walon se elan-e-Jung Kiya Hai (Al-Quran). Main adban aapke liye yah baat likhane ja raha hun. Kya aap apni man ke sath zinaa karte Hain. To kya aapko yah baat qubhul ho sakti hain.Nahin Shayad, hargiz nahin.
Haan! Haan! Appna Sahi Suna aap apni maa se zinaa, badkaari kartain hai.
Kya aap yah sunane ke baàd mujhe tamacha nahin marenge?
Aapane ya neech, aur ghatiya baat kaise kahin.
Aur agar Allah SWT aur unke Nabi ﷺ aapko yah batata ki aap apni maa se badkaari kartain hai, to kya inko bi (na'uuzu-billaah) Tamacaha marenge. no way, kyunki aap ka Imaan, aapki Zamir, ya gavaraa nhi kar skati.
Main aapko batata chalu Allah SWT aur unke nabi ﷺ na aapke sath Jung ka elaan kar diya hai. Kyunki aap Aisa kam karte Hain, ki aap apni maa ke sath zina karte hain, badkaari karta Hain.
Allah SWT aur unke aakhri Nabi ﷺ ya gavaraa nhi kar sktain hain.
Tu Sun lijiye! Allah SWT na farmayaa hai Hir vo sakhs jo Suud Leta hai, Suud khata hai ass ke sath elaan-e-jang karta hoon (Al-Quran) amaanat-daari ke sath yah baat kahen, jis business mein aap ka opponent (Mukhaalif) Allah ho aur wo opponent jo appka business flop, kharab karna wala hoo. Ky app kabhi is business ma successfull (kamyaab) hoo sakta hai? Kya aapko is business mein kabhi success (kamyaabi) mil sakti hai? Nahin hargiz nahin. Kyunki Rizq dene wala Allah hai, wo Allah hai jo business aapse karwata hai. Jo aapko taaqat di gai hai, wo Allah SWT ki Di gai hai. Allah SWT aap se jab yah sari chizen cheen lega to aap kabhi kamyab ho sakte hain,Hargiz nahin.
Aapko meri baat buri lagi hogi Ki aapane Aisa kyon kaha ki, aap apni man se zina,badkaari kartain hai.
To Sun lijiye, har wo sakhs appni maa ka sath zinaa karta hai jo Suud khata hai kyunki Nabii -bar-Huq ﷺ Kaa Irshaad hai:
الربا سبعون حوبا، ایسرھا ان ینکح الرجل امہ. ( ابن ماجه 2274)
Suud Ke 70 darje hai ine mein se sabse kam tar ya hai ki app appni maa sa zinaa, badkaari Karin.
Agar App ab bi Suud khana chtain Hai to Allah SWT sa ya baat sunane ki quvvat Rakhain, mujhse yah baat sunane ki taqat rakhen Aur Duniya ke har Insaan ke munh sa ya baat ap ka liya nikalegi, ki aap apni man se badkaari kartain hai.
Agher bachana Ha in jumloo se aur agher bachana hai Allah SWT ki elaan e Jang sa to Suud khana band kijiye.
Note: Network Marketing suud ka adda hai.
Allah SWT hum sub ko haram sa bachne ki taufiq aur halah khana ki taufiq dain
Author: Majid Ibni Farooq Kashmiri.
کوئی تبصرے نہیں:
ایک تبصرہ شائع کریں
ویب گاہ کی بہتری کے لیے آپ کی قیمتی رائے ہمارے لیے اہم اور اثاثہ ہے۔